Posts : 167 Points : 437 Reputation : 0 Join date : 2009-05-10 Age : 38 Location : kuwait
Subject: Aaj phir wo gharri yaad ayi... Mon May 25, 2009 10:48 pm
Aaj phir wo gharri yaad ayi Aaj phir wo lamha yaad aya Jab tum ne kuch waade kiye thay Jab tum ne apnany ko kaha tha
!! HAAN !!
Mager aaj main keh raha houn Wo waqat phir aa sakta ha Wo lamha phir aa sakta ha Main is ki ijazat deta houn Hum phir hum khayal ho sakty hain Hum phir jeenay maarny ki Qasamain Kha sakty hain Hm phir kuch Waade kar sakty hain Tum phir koi khowaab dekha sakti ho Main phir koi khowaab dekh sakta houn Phir main, Wafa ka waada kar sakta houn Main phir ek baar Mitne k liye Tayyar ho jaoo ga