Sajania
Posts : 19 Points : 49 Reputation : 0 Join date : 2009-05-11 Age : 29 Location : In My Lost World......
| Subject: Khafa hai mujh say Thu Jun 18, 2009 5:22 am | |
| Khafa hai mujh say mujhy pareshan karta hai Ajeeb shaks hai khud say badguman karta hai
Na meri parwah hai na mery haal ki kuch khabar Salook wo karny laga hai jesay anjaan karta hai
Wo mery zikr pay uktana mujh say katra kar guzar jana Aesa lagta hai jesay wo doori ka saman karta hai
Pehly to mujh say milna hi aehem tha jis k liye Ab milta bhi hai to jesay aehsaan karta hai
Taluk torna hai to aa k keh day mujh say wo aesi batain gairon say bayaan karta hai | |
|